Roman script

i wanna live forever ever i wanna die never never

i wanna live forever ever i wanna die never never

diamonds ferrari you want this 

no sorry kuchh bhi na chahiye

rabba de de jawani dekar na le jawani

rabba de de jawani dekar na le jawani

isi umar mein usi umar mein banti hain banti hain prem kahani

rabba de de jawani dekar na le jawani

rabba de de jawani dekar na le jawani

thodi si masti thodi bechaini thoda nasha hain 

hota hain kya kya iss bekhudi mein kisko pata hain

dil ki gali mein milte deewane hoti hain baaten

pal pal machalke karvat badal ke katti hai raaten

isi umar mein usi umar mein banti hain banti hain prem kahani

rabba de de jawani dekar na le jawani

rabba de de jawani dekar na le jawani

jismein nahi ho chahat ki nagmein kyon masti hain

socho ji socho na hai jawani to kya zindagi hain

jab tak hain chanda jab tak sitaaren jab ye jaan hain

kehti hai dhadkan kehti hai saansen 

rehna jawaan hai isi umar mein usi umar me 

banti hain banti hain prem kahani rabba de de jawani

dekar na le jawani rabba de de jawani dekar na le jawani

isi umar mein usi umar mein banti hain banti hain prem kahani

rabba de de jawani dekar na le jawani

rabba de de jawani dekar na le jawani

Explore this song