Roman script

rab ne to bas banaya tha

rishta insaniyat ka

rab ne to bas banaya tha

rishta insaniyat ka

insano ne dekho banaye

kaise kaise rishte

rab ne to bas banaya tha

rishta insaniyat ka

insano ne dekho banaye

kaise kaise rishte

rab ne to bas banaya tha

rishta insaniyat ka

jab chaha tab rishta joda

jab chaha tab tod diya

jab chaha tab rishta joda

jab chaha tab tod diya

bebas aur masum ko lake

bich safar me chhod diya

jhuthi hai sari kasme

jhuthi hai sari rasme

rab ne to bas banaya tha

rishta insaniyat ka

insano ne dekho banaye

kaise kaise rishte

rab ne to bas banaya tha

rishta insaniyat ka

matlab ke sab yaar yaha hai

matlab ki sab yaari hai

matlab ke sab yaar yaha hai

matlab ki sab yaari hai

jhuthe sare rishte nate

jhuthi rishtedari hai

kisne ye sach hai jana

koi apna na begana

rab ne to bas banaya tha

rishta insaniyat ka

insano ne dekho banaye

kaise kaise rishte

rab ne to bas banaya tha

rishta insaniyat ka

Explore this song