Roman script

tu hai ab jo baho me karar hai rab ka shukrana

sanso me hai nasha khumar hai rab ka shukrana 

tu bhi ab mera din hai iman hai rab ka shukrana

mera kalma hai tu aajan hai rab ka shukrana

tu mila to sab mila ab kisi se kya gila

tujhme simtu aa mai bikharu teri baho me

tu mila to sab mila ab kisi se kya gila

tujhme simtu aa mai bikharu 

teri baho me panah ho jau mai

tuhi ab duniya meri jahan hai rab ka shukrana

khawabo ko khayalo ki udan hai rab ka shukrana

sabse ho jau pare jo ishara tu kare

ab to rahna hai tujhi me gumsuda hu mai

sabse ho jau pare jo ishara tu kare

ab to rahna hai tujhi me gumsuda hu mai o teri baho me

zazbo ka ab to naya byan hai rab ka shukrana

naya rutba nayi shan hai rab ka shukrana

tu hai ab jo baho me karar hai rab ka shukrana

sanso me hai nasha khumar hai rab ka shukrana

Explore this song