Roman script

raato ki nind chhin li aankho ke itezaar ne

aankho ke itezaar ne

taaro kaa 

taaro kaa dil khila diya is dil-e-bekrar ne 

is dil-e-bekrar ne 

sahami hui kaun

sahami hui kali hansi

kahne lagi ye khaur se

kahne lagi ye khaur se jiske liye khili jiya

dhokha usi bahar ne, dhokha usi bahar ne 

dil pe to naaz tha hame

dil pe to naaz tha hame ghunt lahu ke pi gaya

ghunt lahu ke pi gaya

kissa-e-gam suna diya, dida-e-ishq baar ne

dida-e-ishq baar ne

raato ki nind chhin li aankho ke itezaar ne

aankho ke itezaar ne

Explore this song