Roman script

dil dhadake re 

dil dhadake re tan phadke re 

aaj dil ko padega thamna 

hay main to dar gai re, mai to mar gayi re 

aaj unka hoga saamna 

dil dhadake re 

punam ki raat hogi

dil se dil ki baat hogi 

gumche khilenge, chanda mera maan kahna

aaj saari raat rahna 

aaj teri chaandni me do dil milenge 

hain to bade khilaadi, bane par anaadi 

hain to bade khilaadi, bane par anaadi 

aaj unka hoga saamna 

dil dhadke re tan fadke re 

aaj dil ko padega thaamna 

hay main to dar gai re, mai to mar gayi re 

aaj unka hoga saamna 

tan phadke re 

mera unka saath hoga, haathon me haath hoga 

sharma jayenge taare, jhumenge nazaare 

mera unka saath hoga, haathon me haath hoga 

sharma jayenge taare, jhumenge nazaare 

nanha ji ghabraye 

nanha ji ghabraye, wo jo bade wo hain 

aaj unka hoga saamna 

dil dhadke re tan fadke re 

aaj dil ko padega thaamna 

hay main to dar gai re, mai to mar gayi re 

aaj unka hoga saamna 

tan phadke re

Explore this song