Roman script

arman machal rahe hain 

dil-e-bekarar mai 

arman machal rahe hain 

dil-e-bekarar mai 

ab ke baras bhi aap na 

aaye bahar mein 

apno ko gair gair ko apna 

samjh liya 

apno ko gair gair ko apna 

samjh liya 

kya kya farb tha 

tere ayetbaar mein 

taqdeer ka hai dosh na

unki na koi khata   

taqdeer ka hai dosh na 

unki na koi khata

dil hi nahi raha mere pass 

tere ayt yaar mein 

jalim kadam sambhal ke 

rakhna khuda jawa    

jalim kadam sambhal ke 

rakhna khuda jawa    

sajde biche huye hai tere 

rah guzar mein 

arman machal rahe hain 

dil-e-bekarar mai

Explore this song