Roman script

raato ko maange hain saajan se 

raato ko maange hain saajan se 

gahne goriya, gahne goriya 

gahne goriya, gahne goriya 

nathni bhi tika bi jhumke bhi 

nathni bhi tika bi jhumke bhi 

pahne goriya, pahne goriya 

pahne goriya, pahne goriya 

raato ko maange hain saajan se 

lajvanti ghunghat na khole 

lajvanti ghunghat na khole 

bolo to kano me bole 

bole to mere kano me bole 

bina garaj gharwala lage 

bina garaj gharwala lage 

kabhi to macha de shor

main jo chhed du 

nakhre ye mushkil na ho jaye 

nakhre ye mushkil na ho jaye 

sahne goriya, sahne goriya 

sahne goriya, sahne goriya 

raato ko maange hain saajan se 

chhup chhup kar singaar kare wo 

chhup chhup kar singaar kare wo 

hanste hanste waar kare wo 

hanste hanste waar kare wo 

nai nai hain meri javani 

nai nai hain meri javani 

dil ka main tufaan kaise rok lu 

dil ka main tufaan kaise rok lu 

aaye naa rasiya ki baho me 

aaye naa rasiya ki baho me 

rahne goriya rahne goriya 

rahne goriya rahne goriya 

raato ko maange hain saajan se 

gahne goriya, gahne goriya 

nathni bhi tika bi jhumke bhi 

pahne goriya, pahne goriya 

pahne goriya, pahne goriya 

ho goriya goriya goriya 

goriya goriya goriya 

goriya ho goriya ho goriya 

ho goriya ho goriya

Explore this song