Roman script

raato ko chain se na soya karenge aap

raato ko chain se na soya karenge aap

bichhada jo main to pahro roya karenge aap

raato ko chain se na soya karenge aap

chaadar udaasiyo ki sar apne odh ke

chaadar udaasiyo ki sar apne odh ke

guzre huye dino ko socha karenge aap

raato ko chain se na soya karenge aap

uktaai si rahegi har shay se ye nazar

uktaai si rahegi har shay se ye nazar

har baat pe sabhi se uljha karenge aap

har baat pe sabhi se uljha karenge aap

raato ko chain se na soya karenge aap

bichhada jo main to pahro roya karenge aap

raato ko chain se na soya karenge aap

Explore this song