Roman script

raat suhani khili chandni neel gagan lehraye 

neel gagan lehraye 

chanda ka jhula hai pyara taare hai muskaye 

taare hai muskaye 

jiwan ye anmol milan ki kya ye ghadiya aaye 

kya ye ghadiya aaye 

nayi nayi aashaye tere dil me aa ithalai 

dil me aa ithalai 

bhul gaya sansar humara nainan prit samaye 

nainan prit samaye 

chanda ka jhula hai pyara taare hai muskaye 

taare hai muskaye

main bhi prem piya se main bhi prem piya se 

kisne meri pyas bujhayi

main bhi tha anjaan se kisne prem raah batayi 

prem raah batayi 

pure huye humare sapne jo the sada banaye 

jo the sada banaye 

chanda ka jhula hai pyara taare hai muskaye 

taare hai muskaye

gore gore baaho ki tumne dali hai warmala 

gore gore baaho ki tumne dali hai warmala

chaya hai chahu aur aaj ye 

chaya hai chahu aur aaj ye

madhur madhur ujiyala 

madhur madhur ujiyala 

in naino ke prem paas mein mera man uljhaye 

mera man uljhaye 

chanda ka jhula hai pyara taare hai muskaye 

taare hai muskaye

Explore this song