Roman script

Ae Maina Madhubaina tu kehna

sajan se sapno mein aaye na 

Ae Maina Madhubaina tu kehna

sajan se sapno mein aaye na 

chupke chupke nidiya churaye na

chupke chupke nidiya churaye na

sapno mein aaye na 

raat ko jab mein shud bhud bolu 

nindiya kon hai jhula jhulu 

chanda ki kirdano mein chupke

muskata wo aaye 

chanda ki kirdano mein chupke

muskata wo aaye 

dheere dheere mann mein samaye

soye teer jagaye 

mein mann se mein mann se khudko kosu 

bhed na kuch batlaye wo bhed na kuch batlaye 

mein palla uska pakdu mein palla uska pakdu 

wo apne aap chudaye wo apne aap chudaye

kisi raat sapna tute

aankh meri khuljaye aankh meri khuljaye

aankh khule toh yaad mein unki gayu

taaron ki aankh mein chupke se kare wo ishare 

phir kare ishare

tumhari pyari koyal kaali tumhari pyari koyal kaali

aake sajan se kehte aali kehte aali 

bhola sa mann mera bhola hai mann

bhola sa mann mera bhola hai mann

kisi ko badkaye na sapno mein aaye na 

kisi ko badkaye na sapno mein aaye na

Explore this song