Roman script

rat ki hu rani rat ki hu rani meri jalim hai jawani

jab mai aati cham se cham se cham se

mahfil ho jati hai diwani

mahfil ho jati hai diwani

rat ki hu rani meri jalim hai jawani

jab mai aati cham se cham se cham se

mahfil ho jati hai diwani

mahfil ho jati hai diwani

husn ki hai meri khuby mujhe aankh jamana mare

mujhpe ho gaye diwane na jane kitne sare

kisi ka dil na jale khushi me fule fale

jindagi me na ho gum masti me pale

jab mai aati cham se cham se cham se

mahfil ho jati hai diwani

mahfil ho jati hai diwani

mai jhum ke leti hu angdayti jab mastani

har koi ye kahta hai mai hu uski diljani

aise dilwale jab bhi mil jate hai kabhi

man ke phul mere khil jate hai kabhi

jab mai aati cham se cham se cham se

mahfil ho jati hai diwani

mahfil ho jati hai diwani

Explore this song