Roman script

raat ke sannate mein hamne kya kya dhokhe khaye hai

apna hi jab dil dhadka to

apna hi jab dil dhadka to 

ham samjhe wo aaye hai 

suni galiya band jharokhe ya fir gam ke saye hai

chand sitare nikale jai lekin mere liye kya laye hai

raat ke sannate mein hamne kya kya dhokhe khaye hai

raat ke sannate mein hamne kya kya dhokhe khaye hai

jis din se tum bichhad gaye ye haal hai apni aankho ka

jaise do badal sawan ke jaise do badal sawan ke

aapas mein takrate hai 

raat ke sannate mein hamne kya kya dhokhe khaye hai

raat ke sannate mein hamne kya kya dhokhe khaye hai

ab to raah na bhuloge tum ab to ham se aan milo

dekho hamne palak palk par dekho hamne palak palak par

sau sau deep jalaye hai

raat ke sannate mein hamne kya kya dhokhe khaye hai

raat ke sannate mein hamne kya kya dhokhe khaye hai

haye katil is tanhai mein kya sujhi hai mausam ko

jis din se wo paas nahi hai jis din se wo pas nahi hai

us din se badal chhaye hai

raat ke sannate mein hamne kya kya dhokhe khaye hai

apna hi jab dil dhadka to

apna hi jab dil dhadka to 

ham samjhe wo aaye hai 

raat ke sannate mein hamne kya kya dhokhe khaye hai

raat ke sannate mein hamne kya kya dhokhe khaye hai

Explore this song