Roman script

pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hai

sona aag mein tapkar kundan ban jaata hai

aam se jis ladke ko dil de baithi gori

aam se jis ladke ko dil de baithi gori

aam se jis ladke ko dil de baithi gori

sabki nazaron me wo saajan ban jaata hai

sona aag me in tapkar kundan ban jaata hai

pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hai

sona aag mein tapkar kundan ban jaata hai

yaad kisi ki chaa jaati hai jab naino me

koi bhi mausam ho saawan ban jaata hai

koi bhi mausam ho saawan ban jaata hai

sona aag me tapkar kundan ban jaata hai

pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hai

sona aag me tapkar kundan ban jaata hai

khudgarji ka khel katil wo khel hai jis me

achha khasa dost bhi dushman ban jaata hai

achha khasa dost bhi dushman ban jaata hai

sona aag mein tapkar kundan ban jaata hai

pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hain

sona aag mein tap kar kundan ban jaata hai

Explore this song