Roman script

raat ke barah baje 

meri gali mein mach gaya shor

raat ke barah baje 

meri gali mein mach gaya shor

ha raat ke barah baje 

meri gali mein mach gaya shor

mera maal churane aaya

mera maal churane aaya

koi banka chor

wo koi chor tha ya koi aur tha

wo koi chor tha ya koi aur tha

pahle usne dheere se darwaza khola

phir aake zulmi ye haule se bola

tere gore gore gaal hain

teri behki behki chaal hain

tu ladki malamal hain

tere gore gore gaal hain

tu ladki malamal hain

teri jawani haye tuba

tu husn ki rani haay tauba

teri zulf ghata ghanghor

raat ke barah baje 

meri gali mein mach gaya shor

julmi ne pakdi jo meri kalai

main ghabharayi haan main sharmayi

meri zulfen usne khol di

meri chudiyan usne tod di

main haye haye karti reh gayi

karta raha wo manmani

koi baat bhi usne na mani

maine lakh lagaya zor

raat ke barah baje 

meri gali mein mach gaya shor

raat ke barah baje 

meri gali mein mach gaya shor

mera maal churane aaya

mera maal churane aaya

koi baanka chor

wo koi chor tha ya koi aur tha

wo koi chor tha ya koi aur tha

wo koi chor tha ya koi aur tha

wo koi chor tha ya koi aur tha

wo koi chor tha ya koi aur tha

wo koi chor tha ya koi aur tha

Explore this song