Roman script

aa jao aao khele 

nindiya ko sang le lein 

kar lein bichhona, pyari ye pariya 

aa jao aao khele 

nindiya ko sang le lein 

nanha sa tara ye angna me chamke 

kabhi ghutno ke bal kabhi paiya chalke 

man ko rijhaye re bada khilkhilaye 

kabhi chup se dekhe hai yu hi aankh mal ke 

tujhko udha dun main pyar ki chhaiya 

aa jao aao khele 

nindiya ko sang le lein 

gori si chiraiya ko palna jhulaau main 

pyari payri masti pe wari ho ri jaau main 

chhuye na nazar koi kaali wali tujhko 

chanda ki kirno ka kajal le aau main 

tujhko niharu teri le lu balaiya 

aa jao thoda so lein  

aa jao aao so lein

Explore this song