Roman script

raat kaise kati bata na sake

raat kaise kati bata na sake

haale dil bhi unhe suna na sake

haale dil bhi unhe suna na sake

raat kaise kati bata na sake

aag aisi lagi dhua na utha

aag aisi lagi dhua na utha

aah tak bhi juba pe la na sake

haale dil bhi unhe suna na sake

haale dil bhi unhe suna na sake

raat kaise kati bata na sake

sari duniya ko chhod aaye magar 

sari duniya ko chhod aaye magar 

tere kadmo se uth ke ja na sake

haale dil bhi unhe suna na sake

haale dil bhi unhe suna na sake

raat kaise kati bata na sake

aise taake to kya kare koi

aise taake to kya kare koi

aaj tak hosh me hum aa na sake

haale dil bhi unhe suna na sake

haale dil bhi unhe suna na sake

raat kaise kati bata na sake

Explore this song