Roman script

rat kali jugnu chamke ullu bole

lungar gaye mendak dete tare aai na aai na 

kaise aau mai raja sajanwa ye bata ye bata

sajanwa ye bata ye bata sajanwa ye bata ye bata

aaj ye bata ye bata sajanwa ye bata ye bata

jinko milna ho kami hai kya ji unke waste

dhund lete hai milan ke wo to lakho raste raste

teri khatir bana mai jogi ab to na tarsa

aa bhi ja aa bhi ja aaja o matwale

sajaniya aa bhi ja aa bhi ja sajaniya aa bhi ja aa bhi ja

sajaniya aa bhi ja aa bhi ja sajaniya aa bhi ja aa bhi ja

dil kahe ke chalu to aage man kahe chal piche

kadam kadam pe laz ka pahra daman mera khiche

chhod de tu dunia dari banja jogan hamari

aa bhi ja aa bhi ja sun bade gharwali 

sajaniya aa bhi ja aa bhi ja sajaniya aa bhi ja aa bhi ja

sajan mai aa gai aa gai sajan mai aa gai aa gai

Explore this song