Roman script

feel me baby jaadu you scared now

raat ka jaadu feel me feel me

masti mein dub kar yun jhumne lagoge

dilbar ke kesuyon ko chumne lagoge

main hun raat dekhna hai to bolo dikha dun

raat ka jaadu jaadu jaadu raat ka jaadu

raat ka jaadu jaadu jaadu raat ka jaadu

husn ki har adaa jab kehar dhaati hai

dil fisal jaate hain saanse thehar jaati hain

isse tu bhi na bach paayega

dil se tu bach ke kidar jaayega

isse tu bhi na bach paayega

dil se tu bach ke kidar jaayega

dekhna hai to bolo dikha dun

raat ka jaadu jaadu jaadu raat ka jaadu

raat ka jaadu jaadu jaadu raat ka jaadu

jab guzar jaaogi pyaar ke mod se

khud me kho jaaogi ye jahan chod ke

khubsurat bala hai wafa isliye to hai sabse juda

khubsurat bala hai wafa isliye to hai sabse juda

dekhna hai to bolo dikha dun

raat ka jaadu jaadu jaadu raat ka jaadu

raat ka jaadu jaadu jaadu raat ka jaadu

masti mein dub kar yun jhumne lagoge

dilbar ke kesuyon ko chumne lagoge

main hun raat dekhna hai to bolo dikha dun

raat ka jaadu jaadu jaadu raat ka jaadu

raat ka jaadu jaadu jaadu raat ka jaadu

Explore this song