Roman script

aja karein woh galti jo hain sahi

kya karein dil pe chalti hain nahi

aja tu kar naa deri aaj rat hoja meri

subah phir bolenge yahi

raat gayi so baat gayi

aa karte hai koyi baat nayi

raat gayi so baat gayi

aa karte hai shurvaat nayi

ho aankhe batati hai yeh sala dil tera

waadon ka jhutha hain janab

aana nahi mujhe teri in baton me

teri to niyat kharab

aankhe batati hai yeh sala dil tera

waadon ka jhutha hain janab

aana nahi mujhe teri in baton me

teri to niyat kharab

main to hoon seedha banda

samjhe kyun mujhko ganda

mujhsa milega nahi

raat gayi so baat gayi

aa karte hain koi baat nayi

raat gayi so baat gayi

aa karte hain shurvaat nayi

itni sharafat ka tune kya karna hain

kuch der hoja beiman

ye jo jawaani hain kal ko to jaani hain

kuch aaj karle meri jaan

oh itni sharafat ka tune kya karna hain

kuch der hoja beiman

ye jo jawaani hain kal ko to jaani hain

kuch aaj karle meri jaan

dil mein jagah banale

phir main tere havaale

bin puche leja tu kahi

raat gayi so baat gayi

aa karte hai koi baat nayi

raat gayi so baat gayi

aa karte hai shurvaat nayi.

Explore this song