Roman script

raat bhi neend bhi kahani bhi, raat bhi neend bhi kahani bhi

haye kya chiz hai jawani bhi, raat bhi neend bhi kahani bhi

din ko sholo se karti hai sehra, din ko sholo se karti hai sehra

zindagi aag bhi hai pani bhi, zindagi aag bhi hai pani bhi

haye kya chiz hai jawani bhi

kab kya kya mujhe nahi kehti, kab kya kya mujhe nahi kehti

kuch sunu main teri zubani bhi

paas rehna kisi ka raat ki raat, paas rehna kisi ka raat ki raat

mehmani bhi mezbani bhi, mehmani bhi mezbani bhi

haye kya chiz hai jawani bhi, raat bhi neend bhi kahani bhi

Explore this song