Roman script

dekho ai divaano, tum ye kaam na karo  

raam ka naam badnaam na karo, badnam na karo

dekho ai divaano, tum ye kaam na karo  

raam ka naam badnaam na karo, badnam na karo

raam ko samajho, krishn ko jaano, nind se jaago o mastaano 

raam ko samajho, krishn ko jaano, nind se jaago o mastaano 

jit lo man ko padh ke gita

jit lo man ko padh ke gita

man hi haara to kya jita, to kya jita

hare krishna hare raam 

jivan ko nashe ka tum gulam na karo 

raam ka naam badnam na karo, badnam na karo 

raam ne haskar sab sukh tyage, tum sab dukh se dar kar bhage

raam ne haskar sab sukh tyage, tum sab dukh se dar kar bhage

krishn ne karm ki rit sikhayi

krishn ne karm ki rit sikhayi

tumne farz se aankh churaayi, o raam duhaai 

hare krishhna hare raam

jivan naam hai kaam ka, aaram na karo 

raam ka naam badnam na karo, badnam na karo 

dekho ai divaano, tum ye kaam na karo 

raam ka naam badnam na karo, badnam na karo

Explore this song