Roman script

raakhi kahti hain tumse bhaiya 

ho raakhi kahti hain tumse bhaiya 

mere bahiya rakhna laaj bahan ki 

ho raakhi kahti hain tumse bhaiya 

saavan me pade jab jhule

bhai na bahan ko bhule 

saavan me pade jab jhule

bhai na bahan ko bhule 

yaad dilayegi tumko meri 

har badli saavan ki 

mere bhaiya rakhna laaj bahan ki 

ho raakhi kahti hain tumse bhaiya 

mere bahiya rakhna laaj bahan ki 

ho raakhi kahti hain tumse bhaiya 

chun lu main palko se, teri raaho ke kante 

chun lu main palko se, teri raaho ke kante 

sukh tere ho, dukh main le lu 

abhilasha hain man ki 

mere bhaiya rakhna laaj bahan ki 

ho raakhi kahti hain tumse bhaiya 

mere bahiya rakhna laaj bahan ki 

ho raakhi kahti hain tumse bhaiya 

ho raakhi kahti hain tumse bhaiya

Explore this song