Roman script

jinaki qismat me kante vo khvab na dekhe kaliyo ke

kaliyan mahalo ki raunak aur kaante rahi galiyo ke

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab 

raj tha na taaj tha phir bhi mai tha raja sahab

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab

me bada nadan tha me bada tha bekhabar

meine dekhi surate maine na dekhi magar

maine na dekhi magar bewafai ki nakab

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab

chhu na pau me kabhi jiske kadmo ki me dhul

maine kyu chaha use me fija ka ek phul

me fija ka ek phul wo baharo ka gulab

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab

ho mubarak aapke ghar barate aagai

mere lab pe bhul se gam ki bate aagai

gam ki bate aagai maf karde na janab

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab

raj tha naa taaj tha phir bhi mai tha raja sahab

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab

raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab

Explore this song