Roman script

rah chalti hai ki rahi chalte hai jalti hai bati ki dip jalte hai

rah chalti hai ki rahi chalte hai jalti hai bati ki dip jalte hai

jo bhi thik thik batayega raju chacha 

usko sara shehar ghumayega

rah chalti hai ki rahi chalte hai jalti hai bati ki dip jalte hai

raju chacha bachcho ka karo khayal

puchho na puchho na aise mushkil sawal

raju chacha bachcho ka karo khayal

puchho na puchho na aise mushkil sawal

achha to mai hi batata hu rahi chalte hai to rahe chalti hai

suni suni rahe aankho ko khalti hai

rahi chalte hai to rahe chalti hai

suni suni rahe aankho ko khalti hai 

bade ho gaye to samjh me aayega

banega jo bati wahi deepak jalayega

narangi si ek chij magar na khai jaye

us narangi par hum sadiyo se rahte aaye

narangi si ek chij magar na khai jaye

us narangi par hum sadiyo se rahte aaye

tayar padoge bhugol to jawab mil jayega gandhi shabash

two add two four three am three

driver kitne badle lekin mai hu clenarvax

har din ghar se chacha le jaye pahunchaye

chhuti ke din bachcho yaad tumhari badi aaye

har din ghar se chacha le jaye pahunchaye

chhuti ke din bachcho yaad tumhari badi aaye

kisi ne bhi aisa yaar paya na payega

rahi chalte hai to rahe chalti hai

suni suni rahe aankho ko khalti hai 

bade ho gaye to samjh me aayega

banega jo bati wahi deepak jalayega

Explore this song