Roman script

laakh kare apni manmani ye murakh insaan

aakhir hona hai wahi jo chahe bhagwan

kismat ke khel nirale 

kismat ke khel nirale 

khushiyo ka jal barsate hai gam ke baadal kale

kismat ke khel nirale 

honi baat bane anhoni dhup bane barsaat

honi baat bane anhoni dhup bane barsaat

patjhad me bhi phul khile hai ye kismat ki baat

patjhad me bhi phul khile hai ye kismat ki baat

hone wali baat tale na

hone wali baat tale na

kabhi kisi ke taale

khushiyo ka jal barsate hai gam ke baadal kale

kismat ke khel nirale 

chahe dushman lakh kisi ki raah me kaante boye

chahe dushman lakh kisi ki raah me kaante boye

raah me kaante boye ji raah me kaante boye

likha hai taqdeer me jo kuch aakhir ko wo hoye

aakhir ko wo hoye ji aakhir ko wo hoye

likha hai taqdeer me jo kuch aakhir ko wo hoye

phir bhi apne aap ko samjhe

phir bhi apne aap ko samjhe

sab kuch duniya wale

khushiyo ka jal barsate hai gam ke baadal kale

kismat ke khel nirale 

khushiyo ka jal barsate hai gam ke baadal kale

kismat ke khel nirale

Explore this song