Roman script

qayaamat hu mai, qayaamat hu mai

qayaamat hu mai, qayaamat hu mai

tujhe apna banana tha mulaaqaat ek bahana tha

mujhe to dil churana tha mulaaqaat ek bahana tha

qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hu mai

mai na kayi raato se soyi hu, tere hi khayaalo me khoyi hu

maine ise chhu ke bhi dekha hai, tera ye badan hai ke shisha hai

sanam jaadu chalana tha mulaaqaat ek bahana tha

mujhe to dil churana tha ho mulaaqaat ek bahana tha

qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hu mai

qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hai tu

qayaamat hu mai, qayaamat hu mai

qayaamat hu mai, qayaamat hu mai

teri gori baanho me jina hai, mujhe teri aankho se pina hai

ye jo mere hotho ki laali hai, tere liye maine sambhaali hai

tujhe paagal banana tha ho mulaaqaat ek bahana tha haa

mujhe to dil churana tha mulaaqaat ek bahana tha

qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hai tu

qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hu mai

tujhe apna banana tha mulaaqaat ek bahana tha

mujhe to dil churana tha ho mulaaqaat ek bahana tha

qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hai tu

qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hu mai

qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hai tu

qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hu mai

Explore this song