Roman script

qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa 

qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa 

hai paanv tale tere zami jag pe chhaaye jaa

jag pe chhaaye jaa

ye kaun muskura diya ki phul khil gaye

phul khil gaye 

ye kaun muskura diya ki phul khil gaye

phul khil gaye 

pukaarta hai dil mera wo mujhko mil gaye

mujhko mil gaye

khyaal me basaaye ja najar milaaye ja 

najar milaaye ja 

qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa 

ho paanv tale tere zami jag pe chhaaye jaa

jag pe chhaaye jaa

jamaane ki hawa lagi to dil gawa diya 

dil gawa diya 

jamaane ki hawa lagi to dil gawa diya 

dil gawa diya

najar koi mila gaya ki man chura gaya 

man chura gaya 

sipaahi banke chor se na maat khaaye ja 

maat khaaye ja 

qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa 

hai paanv tale tere zami jag pe chhaaye jaa

jag pe chhaaye jaa

kare jo dur mushkile usi ka naam le 

kare jo dur mushkile usi ka naam le

jo dil me tune thaan li to dil se kaam le 

dil se kaam le 

kai naseeb saath hai unhe jagaaye ja 

unhe jagaaye ja

jahaan ko piche chhodke

jahaan ko piche chhodke tu daav jeet le

jamaane ko jhanjhor ke tu daav jeet le  

daav jeet le 

? ja jagamagaaye ja 

qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa 

qadam badhaaye jaa, qadam badhaaye jaa

qadam badhaaye jaa

alag na chal saathiyo se qadam milaa ke chal

alag na chal saathiyo se qadam milaa ke chal

andheraa chhaayaa ho jahaan diye jala ke chal

diye jala ke chal

nayi zami pe aasamaan nayaa banaaye jaa

nayaa banaaye jaa

qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa

Explore this song