Roman script

pyasi nigaho me sajan 

tum aa gaye banke sawan

pyasi nigaho me sajan 

tum aa gaye banke sawan

pyar ki rim jhim rim jhim lagi

bhiga mera tan man haye

pyasi nigaho me sajan 

tum aa gaye banke sawan

pyasi nigaho me sajan 

tum aa gaye banke sawan

nam tumhara har dhadkan me 

man me tumhari hai chhawi

pyar se maine tumko paya

pyar hi pooja hai meri

mujhko sahara mila duba kinara mila

tum jab sang sang aaye

pyasi nigaho me sajan 

tum aa gaye banke sawan

pyasi nigaho me sajan 

tum aa gaye banke sawan

main galiyo ki dhul thi udke

ang tumhare ja lagi

chandan banke mahak uthi main

socha nahi tha ye kabhi

tumne sajaya mujhe tumne sawara mujhe

tumne hi sapne jagaye

pyasi nigaho me sajan 

tum aa gaye banke sawan

are pyasi nigaho me sajan 

tum aa gaye banke sawan

pyar ki rim jhim rim jhim lagi

bhiga mera tan man haye

pyasi nigaho me sajan 

tum aa gaye banke sawan

pyasi nigaho me sajan 

tum aa gaye banke sawan

Explore this song