Roman script

pyari bole bulbul padosan bole kauwa

aiyo aiyo kauwa

pyari bole bulbul padosan bole kauwa

kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa

pyari bole bulbul padosan bole kauwa

kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa

kisi ke liye hauwa

dil apna apna pasand apni apni

dil apna apna pasand apni apni

koi khaye laddu kisi ko bhaye chatni

o koi khaye laddu kisi ko bhaye chatni

koi bane raja ha

koi bane raja chadake ek pauwa

kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa

pyari bole bulbul padosan bole kauwa

kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa

kisi ke liye hauwa hauwa

jake phir na aaya zamana wo gulabi

jake phir na aaya zamana wo gulabi

uth gayi haye re wo mehfil nawabi

uth gayi haye re wo mehfil nawabi

mara mara ghumo u

mara mara ghume bechara lakh nauwa

kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa

pyari bole bulbul padosan bole kauwa

kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa

kisi ke liye hauwa

aankh walo aankho pe karo na bharosa

aankh walo aankho pe karo na bharosa

mano ya na mano pyare duniya hai dhokha

mano ya na mano pyare duniya hai dhokha

udta hai jab tak ha

udta hai jab tak uda lo kan kauwa

kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa

pyari bole bulbul padosan bole kauwa

kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa

kisi ke liye hauwa

Explore this song