Roman script

pyare baapu ke charno ki lelo kasam

ha lelo kasam ho lelo kasam 

ha lelo kasam 

pyare pyare tirange ki lelo kasam

ha lelo kasam ho lelo kasam 

ek ho jao sare watan ke liye

bolo jaihind bolo watan ke liye

ha watan ke liye

khun dil ka baha karke 

paya hai raj dekho paya hai raj

paya hai raj dekho paya hai raj

zakhme bharat ke in sapauto ki laaz

ek ho jao hindu musalmano aaj

ek ho jao hindu musalmano aaj

jaan bapu ne de di milan ke liye

ha milan ke liye

jaan bapu ne de di milan ke liye

ha milan ke liye

bolo jaihind bolo watan ke liye

ha watan ke liye

jinki dhoti me najar bhatke aana nahi

ha aana nahi dekho aana nahi

bair karna majhab sikhata nahi

har majhab me firte hai ae sathiya

hai watan ke sabhi kaam magar sathiya

watan ke liye ha watan ke liye

aashiya ke liye watan ke liye

ha watan ke liye

aashiya ke liye watan ke liye

ha watan ke liye

boli jaihind bolo watan ke liye

ha watan ke liye

bhaiyo tarikh ka yahi paigam hai

ha paigam hai dekho paigam hai 

aapsi bair ka ek anjam hai

hastiya sabki mitti me mil jayengi

bediya phir gulami ki chadh jayengi

Explore this song