Roman script

pyara pyara pyar ka nasha pyara pyara 
pyar ka nasha cha rha hai dil pe mere  
hum gaye gaye kaam se pyara pyara 
pyar ka nasha pyara pyara pyar ka nasha 
tum kisi se ye na kahna pyar hum ko ho gya hai 
tum se mil kr aaj dilbar dil hamara kho gya hai 
kha rha hai dil diwana hum gaye gaye gaye kaam se 
pyara pyara pyar ka nasha pyara pyara
ye kbhi na humne socha yar tumsa payenge hum 
kho na jana fir kaha se pyar tum sa payenge hum 
soch kr bhi jane jana hum gaye gaye gaye kaam se 
pyara pyara pyar ka nasha pyara pyara pyar ka nasha

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu