Roman script

pyar to pyar hai pyar ka umar se kya wasta

pyar to jab hua ho haye kyu hua ye kya pata

kya pata kya pata dil to dil hai ye dil ka bharosha kya

jispe aa jaye uspe aa jaye dil to dil hai ye dil ka bharosha kya

jispe aa jaye uspe aa jaye ishk me banke mehma dil ka 

dil me jo aaye dil se na jaye 

kab koi dilruba dil me aa base ye kya pata

pyar to pyar hai pyar ka umar se kya wasta wasta wasta

ho ishk dil ke lahu ki rawani hai ye jo tham jaye dum nikal jaye

ishk dil ke lahu ki rawani hai ye jo tham jaye dum nikal jaye

ishk diwane dil ki jawani jaye umar dhal jaye ye na dhal paye

ishk me umar ki bandishe dil kaha hai manta

pyar to pyar hai pyar ka umar se kya wasta wasta wasta

ye mohabbat to dil ki ibadat hai usne jana hai jo diwana hai

ye mohabbat to dil ki ibadat hai usne jana hai jo diwana hai

pyar to man ke mandir ki murat hai jisne dekha hai usne mana hai

ishk kya chiz hai ye jaha ye kaha hai janta

pyar to pyar hai pyar ka umar se kya wasta

pyar to jab hua ho haye kyu hua ye kya pata kya pata kya pata

Explore this song