Roman script

mar jaye mar jaye

pyaar se aise na hume dekho

pyaar se aise na hume dekho

ke kahi na hum mar jaye

ke kahi na hum mar jaye

jadoo nazro se na chalao

is trah se na muskurao

ke mohabat na kar jaye

ke kahi na hum mar jaye

pyaar se aise na hume dekho

pyaar se aise na hume dekho

ke kahi na hum mar jaye

haaye ke kahi na hum mar jaye

ye ishara jo tune kiya hai is

ishare per sab kuch fida hai

band hotho ki sargoshiya

keh rahi kuch to khamoshiya

teri sanse hai tez dhadkan hai

kya bataye hum kaisi uljhan hai

teri sanse hai tez dhadkan hai

kya bataye hum kya hua

dil ke sholo ko yu na bhadkaao

dil ke sholo ko yu na bhadkaao

ke kahi na hum mar jaaye

ke kahi na hum mar jaaye

pyaar se aise na hume dekho

pyaar se aise na hume dekho

ke kahi na hum haaye

mar jaye mar jaye

ke kahi na hum mar jaye

everytime i try to walk away

but love for you just

makes me wana stay

i think abt you baby everyday

there’ s so much in

my heart i need to say

kya hasin dil nashi silsila hai

saath jab se tumhra mila hai

sabr jaga hai ehsaas mein

sirf tum ho nayi pyaas mein

dard doori ka na saha jaye

haal kaisa hai na kaha jaye

dard doori ka na saha jaye

haal kaissa hai kya pata

paas aajao yu na tadpao

paas aajao yu na tadpao

ki kahi na hum mar jaaye

ki kahi na hum mar jaaye

jadoo nazro se na chalao

is trah se na muskurao

ke mohabat na kar jaye

ke kahi na hum mar jaye

pyaar se aise na hume dekho

pyaar se aise na hume dekho

ke kahi na hum mar jaye

ke kahi na hum mar jaye

mar jaye mar jaye

Explore this song