Roman script

pyar mera zindagi pane ko hai

dil ye kahta hai ki tu aane ko hai

pyar mera zindagi pane ko hai

dil ye kahta hai ki tu aane ko hai

salina salina 

oh oh bajne lagi sahnaiya

har taraf charcha hai tere pyar ka

sabke hotho pe khushi ka geet hai 

jikar hai bas mera mere yaar hai

ye gagan bhi phul barsane ko hai

dil ye kahta hai ki tu aane ko hai

yaar mera jindagi pane ko hai

naachti hai aaj aise zindagi

khil uthe jaise ummidho ka chaman

aisi kushbu le ke aayi hai pawan

jaise chu ke aai hu tera badan

aaj sara jag mahak jaane ko hai

dil ye kahta hai ki tu aane ko hai

yaar ye mera zindagi pane ko hai

oh oh samane jis pal tu aayega

mere geeto me jaake mil jayegi

dur ho jayegi jab ye duriya

ye jawani aur bhi khil jayegi

husam tera jalva dikhane ko hai

dil ye kahta hai ki tu aane ko hai

yaar ye mera zindagi pane ko hai 

salina aa salina

Explore this song