Roman script

pyar me kaisa maja hai

dil lagake dekho

pyar me kaisa maja hai

dil lagake dekho

agar na ho tumko yaki to

aazma ke dekho

hota hai jab dil jawa

aata hai aisa sama

hota hai jab dil jawa

aata hai aisa sama

ruk hi jati hai nigahe

milte hai do dil jaha

dhadkane ye raaz kya hai

pass aake dekho

pyar me kaisa maja hai

dil lagake dekho

jab suhani sham ki dhalti hai parchhaiya

jab suhani sham ki dhalti hai parchhaiya

kaise kaise khaab dil me

lete hai angdaiya

mitha mitha dard kya hai

teer khake dekho

pyar me kaisa maja hai

dil lagake dekho

ye bahare kisliye ye hawaye kisliye

rahti hai yu khoyi khoyi

ye nigahe kisliye

kisliye hai bekarari

dil me aake dekho

pyar me kaisa maja hai

dil lagake dekho

agar na ho tumko yaki to

aazma ke dekho

Explore this song