Roman script

pyar ko pyar ki roshani mil gayi 
tum hame mil gaye jindagi mil gayi 
kaliyon ke chehre khilne lage 
gaane lagi hai hawa 
jab se hua hai apna milan 
rangeen hai har fija 
soyi soyi aankho ko 
jaage jaage sapno ki 
dilkashi mil gayi 
pyar ko pyar ki roshani mil gayi 
tum hame mil gaye jindagi mil gayi 
jaise nadi mein mahke kamal 
dil me saja le tumhe 
baaho ke ghere mein aise rahe 
tum se churaale tumhe 
mahki mahki raaho mein 
bahki bahki baaho mein 
har khushi mil gayi 
pyar ko pyar ki roshani mil gayi 
tum hame mil gaye jindagi mil gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Girish Karnad, Madhu Chanda