Roman script

pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jaa

pahli pahli na ka aadha matlab hai ha

ye raat bhi hai kuchh aaj garm

mere dilbar ka bhi mizaaz garm

ye raat bhi hai kuchh aaj garm

mere dilbar ka bhi mizaaz garm

haye kya kahna haye kya kahna

husn agar hai garm to 

garma garm hai ishk ke arma

pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jaa

are pahli pahli na ka aadha matlab hai ha

har dil ka katil hai ishk ishk 

phir bhi hai manzil ishk ishk

har dil ka katil hai ishk ishk

phir bhi hai manzil ishk ishk

haye ishk ishk haye ishk ishk

ishk agar na ho to 

duniya ki mahfil hai vira

pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jaa

are pahli pahli na ka aadha matlab hai ha

pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jaa

dil aata hai bas ek baar

phir kyun na karle pyar pyar

dil aata hai bas ek baar

phir kyun na karle pyar pyar

bas ek baar haye pyar pyar

are daal ke aankhe aankho me

mujhe pyar se kahde balma

pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jaa

pahli pahli na ka aadha matlab hai ha

pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jaa

pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jaa

Explore this song