Roman script

pyar kiya hai pyar hai tumse karna

hum na jane is dunia se darna

ho pyar me kuch bhi ho 

pyar kiya hai pyar hai tumse karna

hum na jane is dunia se darna

ho pyar me kuch bhi ho 

hum mile tum mile mile mile dil jawa mil gaye

hum kaha tum kaha milna tha hame jaha mil gaye

hum mile tum mile mile mile dil jawa mil gaye

hum kaha tum kaha milna tha hame jaha mil gaye

dil jo mile kya hai bura

dunia jale jalne bhi do

pyar kiya hai pyar hai tumse karna

hum na jane is dunia se darna

ho pyar me kuch bhi ho 

aisa yaha koi nahi pyar kabhi jisne ho na kiya

kisne jawani me ye dil leke dil yaha na diya

aisa yaha koi nahi pyar kabhi jisne ho na kiya

kisne jawani me ye dil leke dil yaha na diya

ye umar to hai pyar ki

fir pyar ye kaise na ho

pyar kiya hai pyar hai tumse karna

hum na jane is dunia se darna

ho pyar me kuch bhi ho

hum pe jo gujri wo hum jaane ya jaane rab yaha

hum jo diwane hue apne begaane hue sab yaha

hum pe jo gujri wo hum jaane ya jaane rab yaha

hum jo diwane hue apne begaane hue sab yaha

dil ka nasha ye kam na ho

dil jo kahe bas wo karo

pyar kiya hai pyar hai tumse karna

hum na jane is dunia se darna

ho pyar me kuch bhi ho

Explore this song