Roman script

pyar ki najaro ne cheda hai 

jise wo saj hun 

sunane wale ga rahe hai 

sunane wale ga rahe hai 

main teri aawaj hun 

dil ki har dhadkan ek hi 

dasta kahati hun main 

dasta kahati hun main 

dil ki har dhadkan ek hi 

dasta kahati hun main 

dusra koi na samjhe

dusra koi na samjhe 

jis ko main wo raj hun 

band kaliyo ki tarah 

har aarju khamosh hai 

band kaliyo ki tarah 

har aarju khamosh hai 

dil ki halat kya sunaun 

dil ki halat kya sunaun 

main kisi ka raj hun 

muskurane me bhi meri 

banti ek taswir hai 

banti ek taswir hai 

daldal me duba hua 

daldal me duba hua 

ek bund inka saj hai 

pyar ki najaro ne cheda hai 

jise wo saj hun

Explore this song