Roman script

pyar ki dulhan sada suhagan kabhi na widhwa hoye

jiwan maran se upar rishta janam janam ka hoye

pyar ki dulhan sada suhagan kabhi na widhwa hoye

jiwan maran se upar rishta janam janam ka hoye

janam janam ka hoye

o chain mere dil ke mere ghar ki roshni

tere to ma ka dudh ye hai aakhiri ghadi

puche agar jamana teri ma kidhar gayi

kahna ke mere baba se milne chali gayi

kahna ke mere baba se milne chali gayi

ab na maa hu mai kisi ki na bahu na beti

teri jogan hu tere pas chali aati hu

teri yado ko liye sath chali aati hu

teri yado ko liye sath chali aati hu

Explore this song