Roman script

kya huya ye mujhe kya huya

kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera

pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai

wo kon hai hume bhi to bata kya huya

sans sans bekraar hai jaise tere dil ke par hai

haye jiski mithi mithi hai jalan ye wo madhbhara bukhar hai

mat kisi ko bata chhup sake to chhupa

kya huya ye mujhe kya huya

kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera

pyar ki dagar pe koi tujhe chala kon hai

wo kon hai hume bhi to bata kya huya

din me tujhko khawab aayenge aur rat bhar jagayenge

dur ye kasak jo yu bani rahi haye hum to mar hi jayenge

dhadke dil har ghadi haye ye kya bebasi

pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai

wo kaun hai hume bhi to bata kya huya ye mujhe kya huya

kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera kya huya

is nashe ka kya utar hai is nadi ka koi par hai

rog ye to lailaz hai ha isi ka naam pyar hai

roz hota nahi hoke mitta nahi kya huya ye mujhe kya huya

kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera 

pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai

wo kon hai hume bhi to bata kya huya

Explore this song