Roman script

ek bechara fans gaya jaal me

pyaar ke liye, pyaar ke liye

o pyaar ke liye

ek bechara fans gaya jaal me

pyaar ke liye, pyaar ke liye

o pyaar ke liye

yaar ke liye, yaar ke liye

pyaar ke liye

prabhu ke aage kare prathna

tadap tadap kar maata

mere laal ki rakhsa karna

jag ke bhag vidhata

prabhu ke aage kare prathna

tadap tadap kar maata

mere laal ki rakhsa karna

jag ke bhag vidhata

ek bechara fans gaya jaal me

pyaar ke liye, pyaar ke liye

o pyaar ke liye

yaar ke liye, yaar ke liye

pyaar ke liye

kaun si daulat is duniya me

hogi pyaar se pyaari

ek yug jaisa ek pal beete

tadpe raajkumaari

kaun si daulat is duniya me

hogi pyaar se pyaari

ek yug jaisa ek pal beete

tadpe raajkumaari

ek bechara fans gaya jaal me

pyaar ke liye, pyaar ke liye

o pyaar ke liye

yaar ke liye, yaar ke liye

pyaar ke liye, yaar ke liye

pyaar ke liye

mehal hawa me banke gayab ho gaya

milte milte pyaar kahi par kho gaya

jeete ji kya pyaar ise mil paayega

kya hoga bas ye to waqt batayega

waqt batayega, waqt batayega

ek bechara fans gaya jaal me

pyaar ke liye, pyaar ke liye

o yaar ke liye, yaar ke liye

yaar ke liye, pyaar ke liye

yaar ke liye, pyaar ke liye

Explore this song