Roman script

duniya aa ha ha duniya 
pyar ki duniya pyar ki duniya 
pyar karne walo ke liye hai duniya
pyar karne walo ke liye hai duniya
galiyo me bazaro me, baago me gulzaro me
galiyo me bazaro me, baago me gulzaro me
pyar ka sansar hai ghar ghar ki diwaro me
pyar ka sansar hai ghar ghar ki diwaro me
sansar karne walo ke liye hai duniya
sansar karne walo ke liye hai duniya
ye hai duniya ye duniya
pyar karne walo ke liye hai duniya
budhe ho ha ha jawan ho 
baabu ho ha ha kisan ho 
panchhi ho chahe haiwan ho
bandar ho chahe insan ho
pariwar karne walo ke liye hai duniya
pariwar karne walo ke liye hai duniya
ye hai duniya ye duniya
pyar karne walo ke liye hai duniya
pyar karne walo ke liye hai duniya
jo na karta pyar uska jeena hi bekar hai
jeena hi bekar hai
jo na karta pyar uska jeena hi bekar hai
jeena hi bekar hai
baat na puche koi jiske biwi na ghar bar hai
biwi na ghar bar hai
baat na puche koi jiske biwi na ghar bar hai
biwi na ghar bar hai
ghar bar karne walo ke liye hai duniya
ghar bar karne walo ke liye hai duniya
ye hai duniya, ye duniya
pyar karne walo ke liye hai duniya
pyar karne walo ke liye hai duniya
jo hai judi judi 
jo hai judi judi unki kismat lambi judi hai 
jo koi rahe akela uske paas naa futi kaudi hai 
jo koi rahe akela uske paas naa futi kaudi hai 
aankhe chaar karne walo ke liye hai duniya 
aankhe chaar karne walo ke liye hai duniya 
ye hai duniya, ye duniya
pyar karne walo ke liye hai duniya
pyar karne walo ke liye hai duniya

Song details

Song video

Watch on YouTube