Roman script

pyar karle karle pyar gori ye gora rang kacha hai utar jayega

ye gora rang kacha hai utar jayega mere rup ka rang kacha hai 

par pyar ka rang sacha hai sacha rang kaise utar jayega

ye sacha rang kaise utar jayega pyar karle karle pyar gori

ye gora rang kacha hai utar jayega

husn hai wo pani ki dhara husn hai wo pani ki dhara

rok paya na jislo kinara kya hasi dilo ka bharosha

aise chanchal ke jaise wo paya nam jiska pyar wo hota hai ek bar

aaye to na jaye dil pe pyar ki bahar mausam nahi jo gujar jayega

ye mausam nahi jo gujar jayega pyar karle karle pyar gori

ye gora rang kacha hai utar jayega

mai najar hu tum roshni ho mai najar hu tum roshni ho

mere pyar ki tum jindagi ho jindagi me chha jane wale

tum hi pahle tum hi aakhiri ho

koi chail chabila jane kab tujh par cha jaye

aaj us par aaye kal us par aa jaye man banjara jane kidhar jayega

pyar karle karle pyar gori ye gora rang kacha hai utar jayega

ye gora rang kacha hai utar jayega mere rup ka rang kacha hai 

par pyar ka rang sacha hai sacha rang kaise utar jayega

ye sacha rang kaise utar jayega

Explore this song