Roman script

pyar ka anjam kisne socha ham to mohabbat kiye ja rahe hai 

pyar ka anjam kisne socha ham to mohabbat kiye ja rahe hai 

diwane ham to unke sanam bas unka nam liye ja rahe hai

ishk hamesha hamesha rahega ishk hamesha hamesha rahega

yeh wada ham to kiye ja rahe hai

pyar ka anjam kisne socha ham to mohabbat kiye ja rahe hai

diwane ham to unke sanam bas unka nam liye ja rahe hai

pyase dilo ke najaaro ka mausam 

aaya hai dekho bahaaro ka mausam

in baho me jina hai humko jaan se jyada chahe sanam ko

ab jindagi hai tumhari tamanna ab jindagi hai tumhari tamanna 

sab kuch tumhi ko diye ja rahe hai

pyar ka anjam kisne socha ham to mohabbat kiye ja rahe hai

charo taraf hai khushiyo ke mele unke bina ham akele akele

bechaini hai dil me jigar me aane wala hai mehman ghar me

ham to unhi ki divangi me ham to unhi ki divangi me

madhosh hoke jiye ja rahe hai

diwane ham to unke sanam bas unka nam liye ja rahe hai

jab tak gulo me khushbu rahegi mehki hawa bhi fija me bahegi

jab tak ye alam guljar hoga dil me humare tera pyar hoga

koi na jane ham wo hai ashik koi na jane ham hai wo ashik

chahat ki shabnam piye ja rahe hai pyar ka anjam kisne socha 

ham to mohabbat kiye ja rahe hai diwane ham to unke sanam 

bas unka nam liye ja rahe hai ishk hamesha hamesha rahega 

ishk hamesha hamesha rahega yeh wada ham to kiye ja rahe hai

pyar ka anjam kisne socha ham to mohabbat kiye ja rahe hai

diwane ham to unke sanam bas unka nam liye ja rahe hai

Explore this song