Roman script

pyar jata ke lalchaye mora baalma

pyar jata ke lalchaye mora baalma

kya karu dil se na jaye mora baalma

kya karu dil se na jaye mora baalma

pyar jata ke lalchaye mora baalma

pyar jata ke lalchaye mora baalma

mujhko sajan mera jab bhi pukare

mujhko sajan mera jab bhi pukare

udne ko dil mera pankh pasare

sanjh savere bharmaye mora baalma

sanjh savere bharmaye mora baalma

kya karu dil se na jaye mora baalma

pyar jata ke lalchaye mora baalma

pyar jata ke lalchaye mora baalma

kahte hai yaha ke ye dorahe chaurahe

kahte hai yaha ke ye dorahe chaurahe

lakh sambhalo yaha dil kho jaye

jaau jaha bhi mil jaye mora baalma

jaau jaha bhi mil jaye mora baalma

kya karu dil se na jaye mora baalma

pyar jata ke lalchaye mora baalma

pyar jata ke lalchaye mora baalma

chhed ke ghadi ghadi puchhe meri sakhiya

chhed ke ghadi ghadi puchhe meri sakhiya

kisko ye dil diya kaha ladi ankhiya

main tu chhupau na chhupaye mora baalma

main tu chhupau na chhupaye mora baalma

kya karu dil se na jaye mora baalma

pyar jata ke lalchaye mora baalma

pyar jata ke lalchaye mora baalma

Explore this song