Roman script

jabse tum aaye najar me

khoya khoya rahta hai dil

dhadkano se aaj ye kya

chupke chupke kahta hai dil

pyar hamko hone laga khona tha dil khone laga

pyar hamko hone laga khona tha dil khone laga

log jo kahne lage hai un bato me uljha hai dil

kya hakikat hai apni kya tumhe batayenge

kya hakikat hai apni kya tumhe batayenge

kon hai hum aakhir ye kab talak chupayenge

tum chupao lakh hamse

fir bhi sab kuch hamne jana

har juba pe aayega kal ham dono ka ye afsana

pyar hamko hone laga khona tha dil khone laga

pyar hamko hone laga khona tha dil khone laga

Explore this song