Roman script

ye galat hain ki marne walo ko 

ye galat hain ki marne walo ko 

zindgi se nijat milti hai 

ye galat hain ki marne walo ko 

zindgi se nijat milti hai 

is bahane se gam ke maro ko 

aur lambi hyad milti hai 

mana janjire tut jati hai 

aadmi phir bhi kaid rahta hai 

bhul jate hain log sab lekin 

kuch na kuch phir bhi yaad rahta hai 

pyar hai ek nishan kadmo ka 

jo mushaphir ke bad rahta hai

Explore this song