Roman script

pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar

dhadkane jab sune dhadkano ki pukar

aankh jab kuch kahe aankho se bar bar

pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar

jab koi nam kitabo pe likhe kisi ka chup kar

hotho pe chalak jaye halki hasi kisi se mil kar

tan man par jab ho bekhudi ka asar

pyar hai bas yahi bas yahi to pyar

dhadkane jab sune dhadkano ki pukar

aankh jab kuch kahe aankho se bar bar

pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar

lage jab dunia ke rang sabhi badle badle

kisi ke milan ko ye dil tarse har pal machle

dil par koi jab jor kuch na chale

pyar hai bas yahi bas yahi to pyar

dhadkane jab sune dhadkano ki pukar

aankh jab kuch kahe aankho se bar bar

pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar

Explore this song