Roman script

aankho me tu hai sapno me tu hai 

dil dil se kya mila hai 

pyar diwana ho gaya 

aankho me tu hai sapno me tu hai 

dil dil se kya mila hai 

pyar diwana ho gaya 

ghir ke ghataye aai 

bhigi hawaye aai 

ghir ke ghataye aai 

bhigi hawaye aai 

mausam suhana ho gaya 

pyar diwana ho gaya 

rup pr tere rangin savera 

julfo me sawan ka hai basera 

dil jo kabhi hum dum tha mera 

dil jo kabhi hum dum tha mera

tera najarana ho gya haye 

pyar diwana ho gaya 

git milan ke nadiya gaye

jhum uthi pedo ki saahye 

hum jo khushi ki rah me aaye 

hum jo khushi ki rah me aaye 

sath jamana ho gaya haye 

pyar diwana ho gaya 

teri wafao ka hai sahara

tu hai mujhe jaan se bhi pyara 

pa ke teri najar ka ishara 

pa ke teri najar ka ishara 

dil mastana ho gaya haye 

pyar diwana ho gaya 

aankho me tu hai sapno me tu hai 

dil dil se kya mila hai 

pyar diwana ho gaya 

ghir ke ghataye aai 

bhigi hawaye aai 

ghir ke ghataye aai 

bhigi hawaye aai 

mausam suhana ho gya 

pyar diwana ho gaya

Explore this song